Nigaho ki khamoshi par saansein fanna rehti h.....
30/05/2011 20:51
Tere chehre par chaand ki kashish dikhai deti h,
surkh hothon par gulaab ki kali bhi duhaai deti h,
inn naazakat bhari adaon ko kisi ki nazar na lagne dena,
teri inn nigahon ki khamoshi par to hamari saansein fanna rehti h......
