Dil ne dhadakna band kar diya.....
30/05/2011 21:08
Humko galat samajhte h wo kehte h ki ye kya sila diya,
kuch bolun mein to puchte h ki aisa unhone kya kiya,
ik naakam koshish krte h ab to hum khush rehne ki,
ab iss dil ko kaise samjhaun jisne dhadakna hi band kar diya......
