Baat dil main reh gayi
19/11/2011 18:03
Mohabbat k ibaadat ki darkhasht dil main reh gayi,
Uss parda nasheen k deedaar ki ik aass dil main reh gayi,
ishq-e-aarzoo k alfaaz kabse seene main daba rakkhe hain,
Zaahir krne the jazbaar par ab har baat dil main reh gayi..........