Apna banakar zindagi jeene ka dil hai.....
18/05/2011 08:40
Tere kaale mulayam baalon ko chune ka dil hai,
Baahon main bharkar ishq farmaane ka dil hai,
Lela-majnoo Heer-ranjha to markar amar hue honge,
Hamara to tujhko saath lekar zindagi bitane ka dil hai.....
