Ae mere dil
Kabhi kabhi kisi gair ki khusi udaass kr jaati hai, Puchta h ye dil kudrat se ki aisa kyun hai.....
Kudrat k insaaf se kisi ki duniya ujad jaati hai, Puchta h ye dil uss Khuda se ki aisa kyun hai.....
Jisko chaho toot k usi se duriyan badh jaati hai, puchta h ye dil zamane se ki aisa kyun hai.....
Kisi ki yaad main dil ki syaahi chalak aati hai, ab puchta hun iss dil se ki bata tu aisa kyun hai...............